Para
Faisal
Lahore · 2021
AdiósCarta pública
Buscando la carta…
Para
Lahore · 2021
AdiósCarta pública
Una carta pública. Quien la escribió dejó que cualquiera la leyera.
Raat ki shift mein hum akhbar ke press pe saath kaam karte thay, aur aap har page pe syahi wale anguthe ke nishaan chhod dete thay.
Faisal bhai, aap ki kursi pe ab ek naya larka baithta hai jo headphones laga kar kaam karta hai.